Mook Naayak मूकनायक


Join the forum, it's quick and easy

Mook Naayak मूकनायक
Mook Naayak मूकनायक
Would you like to react to this message? Create an account in a few clicks or log in to continue.
Search
 
 

Display results as :
 


Rechercher Advanced Search

Latest topics
» Books of Dr. B. R. Ambedkar with Gulamgiri by Jyotiba Phule in English
SC/ST/OBCs Ladkiyon Ke Auron Se Shadi Ke Main Khilaaf Hun - Nikhil Sablania EmptyMon May 20, 2019 3:36 pm by nikhil_sablania

» Books of Dr. B. R. Ambedkar with Gulamgiri by Jyotiba Phule in English
SC/ST/OBCs Ladkiyon Ke Auron Se Shadi Ke Main Khilaaf Hun - Nikhil Sablania EmptyMon May 20, 2019 3:34 pm by nikhil_sablania

» Books of Dr. B. R. Ambedkar with Gulamgiri by Jyotiba Phule in English
SC/ST/OBCs Ladkiyon Ke Auron Se Shadi Ke Main Khilaaf Hun - Nikhil Sablania EmptyMon May 20, 2019 3:32 pm by nikhil_sablania

» डॉ भीमराव अम्बेडकर के साहित्य के साथ गर्मियों की छुट्टियाँ बिताएं
SC/ST/OBCs Ladkiyon Ke Auron Se Shadi Ke Main Khilaaf Hun - Nikhil Sablania EmptySun May 19, 2019 1:36 pm by nikhil_sablania

» पुस्तक 'चलो धम्म की ओर' का विमोचन श्रीलंका के भारत के हाईकमीशनर ऑस्टिन फर्नांडो और वियतनाम के राजदूत सान चाओ द्वारा किया गया
SC/ST/OBCs Ladkiyon Ke Auron Se Shadi Ke Main Khilaaf Hun - Nikhil Sablania EmptySun May 19, 2019 1:18 pm by nikhil_sablania

» भारत की मीडिया का जातिवाद Bharat ki Media ka Jativaad
SC/ST/OBCs Ladkiyon Ke Auron Se Shadi Ke Main Khilaaf Hun - Nikhil Sablania EmptyMon Feb 09, 2015 3:46 pm by nikhil_sablania

» आसानी से प्राप्त करें व्यवसाय और निवेश की शिक्षा
SC/ST/OBCs Ladkiyon Ke Auron Se Shadi Ke Main Khilaaf Hun - Nikhil Sablania EmptyMon Nov 03, 2014 10:38 pm by nikhil_sablania

» ग्रामीण छात्र को भाया डॉ भीमराव अम्बेडकर का सन्देश: कहा व्यवसायी बनूंगा
SC/ST/OBCs Ladkiyon Ke Auron Se Shadi Ke Main Khilaaf Hun - Nikhil Sablania EmptySat Nov 01, 2014 1:17 pm by nikhil_sablania

» जाती की सच्चाई - निखिल सबलानिया
SC/ST/OBCs Ladkiyon Ke Auron Se Shadi Ke Main Khilaaf Hun - Nikhil Sablania EmptyMon Oct 27, 2014 1:57 pm by nikhil_sablania

Navigation
 Portal
 Index
 Memberlist
 Profile
 FAQ
 Search
Affiliates
free forum
 

SC/ST/OBCs Ladkiyon Ke Auron Se Shadi Ke Main Khilaaf Hun - Nikhil Sablania

Go down

SC/ST/OBCs Ladkiyon Ke Auron Se Shadi Ke Main Khilaaf Hun - Nikhil Sablania Empty SC/ST/OBCs Ladkiyon Ke Auron Se Shadi Ke Main Khilaaf Hun - Nikhil Sablania

Post  nikhil_sablania Sat Sep 03, 2011 9:28 am

Humare samajik sangharsh se mili uplabdhiyon ko le kar ladkiyaan shoshk samaaj mei ja kar , shoshak samaaj ko majboot kar rahi hai, jo ki humaraa hi shoshan karte hain. To humaare sangharsh kaa faydaa bhi use he jaa rahaa hai jiske khilaaf humaraa sangharsh hai aur jo ki hazaron saalon se aaj tak bhi humaraa shoshan hi kartaa aa rahaa hai, chunki aisaa karnaa uska dharmik haq hai ya jaane-anjaane mein wah kar rahaa hai, aur jaan kar bhi usi samajik aur dharmik paranaali ka hissa bantaa hai jo ki humaraa shoshan karti hain.

SC/ST/OBC ladkiyan to padh likh kar job karne ke baad Suwarna Hinduon se shadi kar ke apanaa rastaa kaat ke muh chhupaa kar baith jaati hain. Naa samajik ladayee mein bhaag leti hain, naa yogdaan deti hai, balki dushmanon ke ghar chali jaati hai. Mujhe lagtaa hai humen China se import karni padegi. Par wahan bhi kami hai, Arab desh denge nahin, aur Europe, Amerika se costing jyada padegi. Don't mind, take is as a criticism.

Hindu ek taraf to ladki ki hatyaa karte hai, humaare khilaaf shadyantra rarchte hain, aur phir humaari hi ladkiyon se shadi (agwaa - ye Hinduon ka word hai jo wo police complaint mein likhte hain jab ek Dalit ladka suwarn ladki se shadi karta hai) kar lete hain.

Mai humaari ladkiyon ke Suwarna Hindu, Jain, Uchh Musalmanon, Isaiyon aur khud uchha samajhne waale Christians, Parsiyon aur sikhon mein shadi ke khilaaf hun, jab tak ki hum rajnaitik, samajik aur aarthik starr par inke baraabar nahi aa jate tab tak main aise shaadiyon ko yudh dauraan samuhik baltkaar ko hathiyaar ke roop mein istemaal karne walaa hathiyaar hi manunga.

Chunki beshak humari ladkiyan aarthik saksham ho gayee hain, par wo samajik roop se saksham nahi hai aur koi love marriage karne se wo samjhdaar ya indipendent nahin ho jati. Aaj hum jo hain, samaj ki wajah se hai kisi Baniye, Brhaman ya Khatri ki wajah se nahin jo unki gulami karne pahunch jao. Humari aisi ladkiyon ko bhi main gaddar ke shreni mein hi rakhungaa jahaa aise ladke ya adami aur aurat aate hain, jo samaaj ke sangharsh ka poora faydaa uthaate hain, aur maje dushmanon ke saath lutate hai aur samaj se kat jaate hain.

Ye azadi nahin, gulami, badmashi aur gaddari hai.

My response to comments:-

Amir SC/ST/OBC ladkiyaan hi sawarnon ko pasand aati hai. Jahan tak khoobsurati ki baat hai to usmen bhi amiriyat ka hi yogdaan hai. Ek asli kissa batata hu...ek khud ko uchaa jati ka samajhne waali ladki ke mann mein apne ek ST friend ke liye kabhi samman nahin ayaa. Haa sharirik roop se jab use apane samaaj mein kisi ladke ne nahin apnayaa to usane usi ST se shadi kar li.

Humare ek mitra ke bhai ne Brhamin ladki se shadi kari, par ladki ke dimaag mein jaatiwadita thoons-thoons kar bhari thee ki wo apane ko sabse oonchaa hi samajhnne lagi. Kuch hi dinon mein unka divorce ho gaya.

Humari ladkiyan kitani humaare samaaj ki hain yeh kehnaa mushkil hai. Kyonki unke dimaag par jo vatawarn haavi hai, wo manusmriti ki paidaayish hai. Ladkon par bhi haawi hai, par yeh dekhaa gayaa hai ki ladke phir bhi Hinduon se lad kar alag hone ko taiyaar hai aur samajik daayitva bhi uthaate hain. Par ladkiyaan, jo asal mein Manusimriti ka bi-product hai, jo ki ladkon se matraa main jyadaa hai, sirf apnaa hi bhalaa dekhti hain, samaj ka nahin.

Aap Facebook par hi dekh sakte hain ki kitni ladkiyaan hai jo ki samaj ki baaton mein hissa leti hai. Aur FB par wo ladkiyan hai jo ki sabse jyadaa padhi liki aur sampann gharon ki hi, matlab, inhe samajik sangharsh se mili uplabdhiyon ka sabse jyada faydaa pahunchaa hai. Kisi bhi SC/ST/OBC rally ya samaaroh mein dekh sakte hain, ladkiyaan kahin bhaag nahin leti.

Sach to yeh hain, ki jo ladkiyaa humaare poorwajon ya humare kiye gaye sangharsh ki wajah se aaj saksham ho jati hai, wo apane hi samaaj ke ladkon se nafrat karne aur unhen neechaa samajhne lagti hai.

Aur haan, suwarnon ko unhi SC/ST/OBcs ki ladkiyan pasand aati hai, jinke maa baap bhi amir ho.

Phoolan ka saamuhik balaatkaar hi asliyat hai. Aaj humari ladkiyan in un balatkariyon se paida hui santaanen, jo humaraa haq maar kar samaj mein majboot hui hai, bhog banane chali jaati hai, isliye nahin ki ye saksham hai, balki isiliye kyonki inkaa mansik balatkaar ho chukaa hai. Aur usi mansik balaatkaar ke aghaat ki wajah se ye gulaam ban jati hain. Humare ek SC mitra ki usi ki jaati ki ladki se shadi ki baat chali. Baat aage badh rahi thi. Ladkaa jaati gat sangharsh mein sakriya thaa. Ladki isi sanghash se mile aarakshan ki wajah se sarkari naukari main apanaa surname choopaa kar kaam kar rahi thee. Jab ladki ko pataa chalaa ki jis se wah shadi karne jaa rahi hai wo samajik roop se ek Dalit smajik karyakartaa ke roop mein famous hai, to ladki ne shadi se manaa kar diya. Aise kitne hi kisses hai.

Jaraa gaur kariye ki sheharon mein, suwarna Hinduon ke yahaa ladkiyaan kam kyun hai?

Humare samajik sangharsh se mili uplabdhiyon ko le kar ladkiyaan shoshk samaaj mei ja kar , shoshak samaaj ko majboot kar rahi hai, jo ki humaraa hi shoshan karte hain. To humaare sangharsh kaa faydaa bhi use he jaa rahaa hai jiske khilaaf humaraa sangharsh hai aur jo ki hazaron saalon se aaj tak bhi humaraa shoshan hi kartaa aa rahaa hai, chunki aisaa karnaa suka dharmik haq hai.

Pyar aise hi nahin ho jataa, chehre ki chamak bhi paise se hi paidaa hote hai. Tan pe kapdaa achaa na ho to koi nainh dekhtaa.

Humare samaaj ke adhikaanshtar ladkon ka lakshya jo maine dekhaa hai wo paise kamaane se jyadaa samajik pariwartan lana hai. Aur aise mein wo samajik samasyaon ko sudharne mein jyadaa tatpar hain, na ki kisi dahna ko pojane waale shosak ki tarah maatr shoshan karne aur jod-tod kar ke apane bhawishya ko surakshit karne waale ki tarah. Mai samajik sudhaar ko hi sahi thehraungaa, dhann ka abhaaw aur samaj ka pichhraapan bhi samajik buraiyon se hi paidaa hota hai so inhen khatam karnaa pehale jaruri hai naa ki sirf apane bhawishya ko surakshit karnaa aur jinki madad se surakshit kar rahe hain, unkaa saath chhor kar shoshk ko faydaa pahunchaane chale janaa gaddari aur samajik agyaantaa hi thehraunga.

Delhi mein bhi koi aam Dalit ki ladki nahin pasand aati, wo to sirf sharirik bhookh mitaane ki wastu hoti hai, haan kisi Dalit afsar ki public school ki padhi hui, lakhon ka package lene waali, chamakti hui ladki hi pasand aati hai, wo bhi kaali nahin honi chaahiye.

Kai log Dr. BR Ambedkar ji aur Adarniya Savita Ambedkar ji ki shadi ka uddaharan dete hain ki Baba Sahib ne bhi to ek Brhamin Ladki se shadi kari. Mai kehnaa chauhngaa ki aam antar-jatiya vivaah main aur unke vivaah mein fark hai.

Dr. BR Ambedkar ji aur Adarniya Savita Ambedkar ji jitane samajhdaar they aur jitnaa samaaj ke liye kare unse aaj ke logon ko compare nahin kar sakte. Ve to dono aakhari samay tak samajik sangharsh me lage rahe. Adarniya Savita Ambedkar ji ne bhi Bauddh Dhamm apnaya aur apnaa saraa jeewan humare samaj ko diyaa. Aise mahapusushon ko aam insaan se compare karnaagalat hai.

SC acquits man in honour killing case

Supreme Court has acquitted a man charged with smothering to death his niece Lakshmi for marrying a Dalit boy

New Delhi, Aug 31(PTI) Disbelieving the prosecution theory of honour killing, the Supreme Court has acquitted a man charged with smothering to death his niece Lakshmi for marrying a Dalit boy.A bench of justices H S Bedi and Gyan Sudha Mishra set aside the concurrent findings of a sessions court and the Andhra Pradesh High Court which, relying on the circumstantial evidence that the duo were last seen together, held that the accused Dandu Jaggaraju had indeed committed the murder. According to the prosecution, Lakshmi, who was a Kshatriya, had married a Dalit boy in 1996 against the wishes of her family due to which her family, particularly Jaggaraju, was angry with her.The post mortem report revealed the victim died of asphyxia due to smothering as her 'chunni' (scarf) had been thrust into her mouth. It was alleged that earlier too an attempt was made on the life of the victim, which she survived.She was allegedly murdered on August 14, 2002, and some gold ornaments from her body were taken away by the accused.Setting aside the conviction, the apex court said "there is, however, no documentary evidence to that effect. We, therefore, find it somewhat strange that the family of the deceased had accepted the marriage for about six years, more particularly as even a child had been born to the couple."In view of this, the motive is clearly suspect. In a case relating to circumstantial evidence, motive is often a very strong circumstance which has to be proved by the prosecution and it is this circumstance which often forms the fulcrum of the prosecution story," the bench said.

http://ibnlive.in.com/generalnewsfeed/news/sc-acquits-man-in-honour-killing-case/807169.html
nikhil_sablania
nikhil_sablania

Posts : 109
Join date : 2010-10-23
Age : 44
Location : New Delhi

http://www.nspmart.com

Back to top Go down

Back to top

- Similar topics

 
Permissions in this forum:
You cannot reply to topics in this forum